Video of this song from youtube
Advertisement
Aisa Lagta Tha Ye Bairi Sawan - ऐसा लगता था ये बैरी सावन
Lyrics of Aisa Lagta Tha Ye Bairi Sawan - ऐसा लगता था ये बैरी सावन
aisa lagta tha aisa lagta tha
ye bairi sawan ye bairi sawan
chala jayega tumhare bina
aisa lagta tha aisa lagta tha
ye bairi sawan ye bairi sawan
chala jayega tumhare bina
tumhare bina ho tumhare bina

kitna hasin savan hai ye
hum dono ki mulakat ka
kitna hasin savan hai ye
hum dono ki mulakat ka
pagal bana dega hume ye
pyara mausam barsat ka
aankho se dil me sama kar
dhadkan me chhup jao na
na na na aisa lagta tha aisa lagta tha
ye bairi sawan ye bairi sawan
chala jayega tumhare bina
tumhare bina tumhare bina

kya pyar hai kya ye nasha
ye sab tumi ne sikhaya mujhe
kya pyar hai kya ye nasha
ye sab tumi ne sikhaya mujhe
rahne bhi do iljam ye
divana tumi ne banaya mujhe
phle to mujhko sata ke
ab yu mukar jao na na na na
aisa lagta tha aisa lagta tha
ye bairi sawan ye bairi sawan
chala jayega tumhare bina
tumhare bina tumhare bina

lagta hai yu barso ke baad
meri duao me aaya asar
lagta hai yu barso ke baad
meri duao me aaya asar
chup bhi raho kuch na kaho
kahi lag na jaye kisi ki najar
meri hai har sans teri tum bhi kasam khao na
na na na aisa lagta tha aisa lagta tha
ye bairi sawan ye bairi sawan
chala jayega tumhare bina
lyrics of song Aisa Lagta Tha Ye Bairi Sawan
Comments on song "Aisa Lagta Tha Ye Bairi Sawan"
rishirv on Monday, July 14, 2014
YE SANGEET NADEEM SHRAVAN KA HAI
YE HI DHUN
AB JAKE AAYA MERE SAAJAN KI AANKOH MEIN PYAR
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement