Video of this song from youtube
Lyrics of Aisa To Socha Na Tha Kaise Ye Kya Ho Gaya - ऐसा तो सोचा ना था कैसे ये क्या हो गया
aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya
aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya
pyar ka wo sama kab kaha kho gaya
aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya

anjan raho me kyu milte hai do ajnabi
ek pal me ban jaye kyu ek duje ki jindagi
jo nahi hona tha wo yaha ho gaya
aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya

sathi bichad jate hai kis mod pe chhod ke
sapne bikhar jate hai masum dil tod ke
sathi bichad jate hai kis mod pe chhod ke
sapne bikhar jate hai masum dil tod ke
jal gayi do jaha sab dhua ho gaya
aisa to socha na tha kaise ye kya ho gaya
pyar ka wo sama kab kaha kho gaya
aisa to socha na tha aisa to socha na tha
lyrics of song Aisa To Socha Na Tha Kaise Ye Kya Ho Gaya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Pasand Apni Apni (1983)
Mithun Chakraborty, Rati Agnihotri, Utpal Dutt, A K Hangal, Javed Khan, Atul Agnihotri, Ashok Kumar, Kumud Tripathi, Jay Shree T, Dinesh Hingoo, SubbirajAsha Bhosle, Shailendra SinghAnjaan, YogeshBappi LahiriBasu ChatterjeeBasu ChatterjeePasand Apni Apni at IMDB      Pasand Apni Apni at WikipediaPasand Apni Apni at YouTube     |    Pasand Apni Apni at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type