Video of this song from youtube
Lyrics of Aise Machal Ke, Nain Badal Ke, Kahan Jate Ho Saiyyan - ऐसे मचल के, नैन बदल के, कहाँ जाते हो सैया
aise machal ke nain badal ke aise machal ke nain badal ke
aise chhod ke kaha jate ho saiya
kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya

dekho ye gori baiya tere gale dalungi
aa dekho ye gori baiya tere gale dalungi
dil mera le le to galo ka teer harungi galo ka teer harungi
koi pukare ghar me tu baki saiya chhaiya chhaiya
kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya

jate ho jaao babu kabhi na manungi
ho o o jate ho jaao babu kabhi na manungi
khadi khadi dekhungi magar na bhulaungi
magar na bhulaungi
ja ja balam mai na padungi tore paiya
kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya
kaha jate ho saiya

aise na manoge to suno meri baat
aise na manoge to suno meri baat
julfo se badhungi bedardi tera hath re bedardi tera hath re
jayegi aaj jane na dungi tujhe saiya ha aa
kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya

aise machal ke nain badal ke aise machal ke nain badal ke
aise chhod ke kaha jate ho saiya
kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya kaha jate ho saiya
lyrics of song Aise Machal Ke, Nain Badal Ke, Kahan Jate Ho Saiyyan
Comments on song "Aise Machal Ke, Nain Badal Ke, Kahan Jate Ho Saiyyan"
V. Siddhartha on Wednesday, December 30, 2009
Another very sweet playful Asha song from Do Gunde. And I always love to
see Kum Kum. Thanks, Rajeev.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Do Gunde (1959)
Raaj Kumar, Kumkum, Ajit, Pran, Jayashree Gadkar, Dhumal, Subbiraj, TuntunLata Mangeshkar, Mohd. Rafi, Asha Bhosle, Chaand Kumari, Manna Dey, Mahendra KapoorMajrooh SultanpuriGhulam MohammadV M VyasSohrab ModiDo Gunde at IMDB      Do Gunde at YouTube     |    Do Gunde at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type