Video of "Aisi Ki Taisi" from YouTube
Advertisement
Aisi Ki Taisi - ऐसी की तैसी
SingerDeedar Kaur, Mika Singh
Music bySanjeev Chaturvedi
LyricistSanjeev Chaturvedi
MovieJahaan Chaar Yaar (2022)
Lyrics of Aisi Ki Taisi - ऐसी की तैसी
befikriyan odh ke pabandiyan tod ke
aawargi ke ye pal tu mere sang jee
koi roke toke to keh do jahan ho chaar yaar
kar de aisi ki taisi
aisi ki taisi saare jahan ki
aisi ki taisi saare jahan ki
aisi ki taisi na na nara na
nara nara na
kuch galtiyan hai laazmi
sun zara shareef aadmi
kuch galtiyan hai laazmi
sun zara shareef aadmi
gustakh sa ye pal keh raha sun jara
koi roke toke to keh do jahan ho chaar yaar
kar de aisi ki taisi
aisi ki taisi saare jahan ki
aisi ki taisi saare jahan ki
aisi ki taisi na na nara na
nara nara na
kuch khwaishein hai dil mein dabi
belagam si ho gayi abhi
kuch khwaishein hai dil mein dabi
belagam si ho gayi abhi
ude ude se hosh bhi
hai kuch naya sa nasha
koi roke toke to keh do jahan ho chaar yaar
kar de aisi ki taisi
aisi ki taisi saare jahan ki
aisi ki taisi saare jahan ki
aisi ki taisi na na nara na nara nara na
aawargi ke ye pal tu mere sang jee
koi roke toke to keh do jahan ho chaar yaar
kar de aisi ki taisi
aisi ki taisi saare jahan ki
aisi ki taisi saare jahan ki
aisi ki taisi na na nara na
nara nara na
kuch galtiyan hai laazmi
sun zara shareef aadmi
kuch galtiyan hai laazmi
sun zara shareef aadmi
gustakh sa ye pal keh raha sun jara
koi roke toke to keh do jahan ho chaar yaar
kar de aisi ki taisi
aisi ki taisi saare jahan ki
aisi ki taisi saare jahan ki
aisi ki taisi na na nara na
nara nara na
kuch khwaishein hai dil mein dabi
belagam si ho gayi abhi
kuch khwaishein hai dil mein dabi
belagam si ho gayi abhi
ude ude se hosh bhi
hai kuch naya sa nasha
koi roke toke to keh do jahan ho chaar yaar
kar de aisi ki taisi
aisi ki taisi saare jahan ki
aisi ki taisi saare jahan ki
aisi ki taisi na na nara na nara nara na
Jahaan Chaar Yaar (2022) - Movie Details
Film CastSwara Bhaskar, Shikha Talsania, Meher Vij, Pooja Chopra
SingerMika Singh, Deedar Kaur, Ritu Pathak, Saaj Bhatt, Yasser Desai
LyricistAnand Raj Anand, Sanjeev Chaturvedi, Shakeel Azmi
Music ByAnand Raj Anand, Rashid Khan II, Sanjeev Chaturvedi
DirectorVinod Bachchan
ProducerKamal Pandey
External LinksJahaan Chaar Yaar at IMDB Jahaan Chaar Yaar at Wikipedia
Movie at YTJahaan Chaar Yaar at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
