Video of this song from youtube
Aisi Taisi - ऐसी तैसी
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Aisi Taisi - ऐसी तैसी
ho majnu ka dil london mein tha
aur laila thi bihar ki
laila thi bihar ki
ho dono ke milne ko na thi
parmission hi sarkaar ki
ho majnu ka dil london mein tha
aur laila thi bihar ki
ho dono ke milne ko na thi
parmission hi sarkaar ki

badi tez mohabbat jaag rahi
peechhe ke raste bhaag gayi
arre aag laga gayi aag laga gayi
gaanv mein poore pyar ki meri jaan meri jaan
meri jaan aisi taisi ho gayi sanskaar ki
meri jaan aisi taisi ho gayi sanskaar ki
meri jaan aisi taisi ho gayi sanskaar ki
tab tak thi nahi to kya matlab
jab tak na hove shaadi

ghar walon ke approval pe hi
kaid mein hai azadi jo kehke shaadi ho keh do
ignore karo ityaadi apni bhi zimmedari hai
is dekh ki badhe abaadi
laila ko lekin chain kaha
din pe duniya ka ban kaha
hum maayi bapu se bin poochhe
family planning taiyar ki meri jaan meri jaan
meri jaan aisi taisi ho gayi sanskaar ki
meri jaan aisi taisi ho gayi sanskaar ki
meri jaan aisi taisi ho gayi sanskaar ki
lyrics of song Aisi Taisi
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films