Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.33 - 3 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Ajab Apna Haal Hota Jo Visale Yaar Hota - अजब अपना हाल होता जो विसाल-ए-यार होता
ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota
ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota
kabhi jaan sadke hoti, kabhi dil nisaar hota

na maja hain dushmani mein
na hain luft dosti mein
na maja hain dushmani mein
na hain luft dosti mein
koi gair gair hota, koi yaar yaar hota
koi gair gair hota, koi yaar yaar hota

ye maja tha dillagi ka
ke barabar aag lagti
ye maja tha dillagi ka
ke barabar aag lagti
na tumhe qaraar hota, na hume qaraar hota
na tumhe qaraar hota, na hume qaraar hota

tere waade par sitamgar
abhi aur sabr karte
tere waade par sitamgar
abhi aur sabr karte
agar apni zindagi ka hume aitbaar hota
agar apni zindagi ka hume aitbaar hota
ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota
lyrics of song Ajab Apna Haal Hota Jo Visale Yaar Hota
Comments on song "Ajab Apna Haal Hota Jo Visale Yaar Hota"
Anmol Verma on Wednesday, April 22, 2015
Ahaaa ... most beautiful music of the world...
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Rare Gems (Jagjit Singh)
Jagjit Singh, Chitra SinghMomin, Zauq, Jigar Moradabadi, Mir Taqi Mir, Daag DehlaviJagjit Singh, C K Chauhan, Ghulam Ali
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type