Video of this song from youtube
Advertisement
Ajab Hamaree Hai Jindaganee - अजब हमारी हैं जिंदगानी
Lyrics of Ajab Hamaree Hai Jindaganee - अजब हमारी हैं जिंदगानी
ajab hamari hai zindagani
kabhi andhera kabhi ujala

ajab hamari hai zindagani
kabhi andhera kabhi ujala
hai ye hi jivan ki ik kahaani
kabhi andhera kabhi ujala

kabhi hai milna kabhi bichhadana
kabhi hai rona kabhi hai gana
kabhi hai milna kabhi bichhadana
kabhi hai rona kabhi hai gana
hai khwab aisa ye zindagani
kabhi andhera kabhi ujala
hai ye hi jivan ki ik kahaani
kabhi andhera kabhi ujala

kabhi to mausam judaai ka hai
kabhi hain ghadiya madhur milan ki
hai gam ki manzil to aani jaani
kabhi andhera kabhi ujala
hai ye hi jivan ki ik kahaani
kabhi andhera kabhi ujala
lyrics of song Ajab Hamaree Hai Jindaganee
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement