Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ajanabi Sa Lagata Hai Hamein To Jaha - अजनबी सा लगता है हमें तो जहां
yeh jhuki jhuki si teri nazar
kuchh to kah gayi hai kuchh khabar
ha kisko hosh hai kisko khabar
kuchh to ho gaya hamko magar
ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
o jane jana ajanabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha

aasmaa ke paar shayad hoga wo jaha
tumko leke sath apne chal du mai waha
badalo ke sar pe hai thama thama aasma
faisla tum karo jaana hame hai kaha
ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
o jane jana ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha

mitha mitha khatta khatta sa ehsaas hai
jalti jalti chubhti chubhti si koyi pyaas hai
kuchh naya naya naya sa khwab hai hamsafar
bas chalo chale chale pyar ki hum dagar
ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
o jane jana ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
kisko hosh hai kisko khabar
kuchh to ho gaya hamko magar
ajnabi sa lagata hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
o jane jana ajnabi sa lagta hai hame to jaha
par kisi bhi baat ka hai darr kaha
tu jaha rahe rahu mai bhi waha
lyrics of song Ajanabi Sa Lagata Hai Hamein To Jaha
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Zindagi Tere Naam (2008)
Dia Mirza, Mithun Chakraborty, Ranjeeta, Dalip Tahil, Supriya Karnik, Sharat Saxena, Himani Shivpuri, Priyanka Mehta, Aseem Ali Khan, Yatin KaryekarAfzal Sabri, Amanat Ali, K K, Richa Sharma, Shaan, Shafqat, Sunidhi Chauhan, WajidFaiz Anwar, Jalees SherwaniSajid, WajidAshu TrikhaZindagi Tere Naam at IMDB      Zindagi Tere Naam at WikipediaZindagi Tere Naam at YouTube     |    Zindagi Tere Naam at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type