Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Alaah Madat Kar - अल्लाह मदत कर
apne bandon ki raahon se, kaante tu chun leta hai
kehte hai jo dil se maange, uski tu sun leta hai
allah madat kar, maula madat kar
yaar mera tu mujhse mila de
allah madat kar, maula madat kar
bichhda hua wo pal lauta de
allah madat kar, maula madat kar
yaar mera tu mujhse mila de
bichhda hua wo pal lauta de
yaar bina jag suna suna, yaar nahi to kya hai jeena
allah madat kar, maula madat kar
allah madat kar, maula madat kar

yaar mera tu mujhse mila de
allah madat kar, maula madat kar
bichhda hua wo pal lauta de
allah madat kar, maula madat kar
yaar mera tu mujhse mila de
bichhda hua wo pal lauta de
yaar bina jag suna suna, yaar nahi to kya hai jeena
allah madat kar, maula madat kar
allah madat kar, maula madat kar
allah madat kar, maula madat kar

usi se maine shohrat paayi, usi se maine ijjat
jo kuchh bhi hu aaj yahaan main
sab hai uski badaulat
usi se maine shohrat paayi, usi se maine ijjat
jo kuchh bhi hu aaj yahaan main
sab hai uski badaulat
uske karam ka jalwa maalik
mujhpe tu phir se bikhara de
allah madat kar, maula madat kar
allah madat kar, maula madat kar

allah madat kar, maula madat kar
allah madat kar, maula madat kar
yaar bandagi, yaar jindagi, yaar jahaan hai mera
mujhko pata de, itna bata de
yaar kahaan hai mera
yaar bandagi, yaar jindagi, yaar jahaan hai mera
mujhko pata de, itna bata de
yaar kahaan hai mera
tere bas mein sab hai maula
yaar o yaar ki jhalak dikha de
allah madat kar, maula madat kar
allah madat kar, maula madat kar

uski judaai se pal pal ik dard sa hota hai
aankh nahi sine mein ab to dil bhi rota hai
uski judaai se pal pal ik dard sa hota hai
aankh nahi sine mein ab to dil bhi rota hai
ya to yaar ki mujhko khabar de
ya to saari duniya mita de
allah madat kar, maula madat kar
allah madat kar, maula madat kar

yaar mera tu mujhse mila de
allah madat kar, maula madat kar
bichhda hua wo pal lauta de
allah madat kar, maula madat kar
allah madat kar, maula madat kar
allah madat kar, maula madat kar
allah madat kar, maula madat kar
lyrics of song Alaah Madat Kar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Meri Padosan (2009)
Sarvar Ahuja, Sadhika Randhawa, Sanjay Mishra, Khayali, Heena Tasleem, Snehal Dhabi, Ashok Bagla, Mushtaq Khan, Vishal KaushikSonu Kakkar, Javed Ali, Sudesh Bhosle, Krishna Beura, ShaanJai Salwan, Rishi AzadRavi Meet, Manoj NegiPrakash SainiAshok BaglaMeri Padosan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type