khwabo me hota hai tu jalwanuma
mere khayalo ka hai tu hi khuda
alibaba alibaba alibaba alibaba
alibaba alibaba alibaba alibaba
teri mohabbat dil se laga li
teri mohabbat dil se laga li
humne nayi ek duniya basa li
rakhte hai hardum naam tera
naam tera hai kalma mera
khwabo me hota hai tu jalwanuma
mere khayalo ka hai tu hi khuda
alibaba alibaba alibaba alibaba
kar diya khud ko tere hawaale
kar diya khud ko tere hawaale
thukara de mujhko ya gale laga le
tere karam se hai faisla
teri raja me hai meri raja
khwabo me hota hai tu jalwanuma
mere khayalo ka hai tu hi khuda
alibaba alibaba alibaba alibaba
alibaba alibaba alibaba alibaba
My childhood favorite heroine Shakeela. The afghan beauty had a flat in
Gobind Mahal building, on Marine Drive, Bombay, next to Shrinketan
Building in which my sister had a flat. Jaikishan of Shankar Jaikishan
music duo also lived in Gobind Mahal. Those were the days of 1950s and
1960s...