aman ka farishta kaha ja raha hai
chaman ro raha hai machi hai duhayi
chaman ro raha hai machi hai duhayi
aman ka farishta kaha ja raha hai
chaman ro raha hai machi hai duhayi
chaman ro raha hai machi hai duhayi
kiya kam aisa ki halchal macha di
ye duniya jahanum thi jannat bana di
ye duniya jahanum thi jannat bana di
khichi aa rahi hai sari khudai
chaman ro raha machi hai duhayi
chaman ro raha machi hai duhayi
na ujade gi dunia kisi bhi dulhan ki
na roye gi rakhi kisi bhi behan ki
na roye gi rakhi kisi bhi behan ki
bahut der jaga tha soya hua hai
aman ke khyalo me khoya hua hai
ye kaisi mohabbat ye kaisi judai
chaman ro raha machi hai duhayi
chaman ro raha machi hai duhayi
ye jiwan ki manzil pe chuta hai hamse
koi to manao ye rutha hai hamse
koi to manao ye rutha hai hamse
nazar mere babu ko kisne lagai
chaman ro raha machi hai duhayi
chaman ro raha machi hai duhayi
aman ka farishta kaha ja raha hai
chaman ro raha hai machi hai duhayi
chaman ro raha hai machi hai duhayi
PAIGAM E AMAN or OM SHANTI for PEACE on this EARTH. This film, in a small
way, was pointing to the dangers of TOTAL DESTRUCTION OF LIFE as we know
it, by WMD.