Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Andhkaar Me Jyoti Chhupi Kyo - अंधकार में ज्योती छुपी क्यों
andhkaar me jyoti chhupi kyo
tod fod ambar ka seena
bijali bankar aaja kaun rok skta hai
tujhko is dharti par chha ja
andhkaar me jyoti chhupi kyo

chamak damak kar chamak damak kar
chal ja chal ja andhkar mein jyoti chhupi kyo
chamak damak kar chamak damak kar
chal ja chal ja baat dekhte deepak sare
tu parkash le aa re baat dekhte deepak sare
tu parkash le aa re aa re

bajal bajal maati se mil jaa
bajal bajal maati se mil jaa
chamak damak kar chamak damak kar
chal ja chal ja soya hua jagat fir jage
andhkar dharti se bhage soya hua jagat fir jage
andhkar dharti se bhage pran pran mein jivan bhar ja
chamak damak kar chamak damak kar
chal ja chal ja chal ja chal ja chal ja

nas nas mein tu preet basa de
jhopdiyo mein geet jaga de
shkti bhakti de khil ja khil ja
shkti bhakti de khil ja khil ja
chamak damak kar chamak damak kar
chal ja chal ja mandir mandir mein lahra ja
kali kali mein roop luta ja
chamak damak kar chamak damak kar
chak ja chal ja chal
mandir mandir mein lahra ja
kali kali mein roop luta ja
jagmag jagmag chamak ja
jagmag jagmag chamak ja
lyrics of song Andhkaar Me Jyoti Chhupi Kyo
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Maya Machhindar (1951)
Trilok Kapoor, Nirupa Roy, Surendra, Gulzar Bai, Shahta K, Usha Kiran, VinayakMohammed Rafi, Geeta Dutt, Surinder, Shamshad BegumManohar Khanna, Neelkanth TiwariPrem NathAspi AzadMaya Machhindar at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type