Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Ang Ang Mera - आँखों में आधी रात लेकर आई हूँ मैं
thumb coming soon

1.00 - 1 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Ang Ang Mera - आँखों में आधी रात लेकर आई हूँ मैं
aankho me aadhi raat lekar aayi hu main
kaamdev ki saugat lekar aayi hu main
ang ang mera, ang ang mera
ang nag chhu le
chhu le chhu le chhu le
ang ang mera, ang ang mera
ang nag chhu le
jawani ki jannat ko mere sang sang chhu le
nas me nas me chhid gayi hai chhid gayi hai
jung jung chhu le
nashili kaya ho gayi hai
tang tang chhu le
ang ang mera, ang ang mera
ang nag chhu le
jawani ki jannat ko mere sang sang chhu le
chhu le chhu le chhu le

naagin si
naagin si kaali ye raat
mera naagin si
naagin si kaali ye raat
basar hoti nahi
basar hoti nahi
jungli meri
jungli jawani ke sath
basar hoti nahi
asuye tere tharthara gayi
nas nas ki justju
asuye tere tharthara gayi
nas nas ki justju
ab ruk ruk kar chalne ke baad
basar hoti nahi
raat ke hazaar rang hai
har rang rang chhu le
chhu le
ang ang mera, ang ang mera
ang nag chhu le
jawani ki jannat ko mere sang sang chhu le

sankoch ki dahleez ko tod
baah me lele mujhe
sankoch ki dahleez ko tod
baah me lele mujhe
kasamkash ki gathri ko chhod
baah me lele mujhe
bepanah ho rahi hai ye besharam aarzu
bepanah ho rahi hai ye besharam aarzu
jism se jism ko jod
baah me lele mujhe
main udne lagi hu
banke patang chhu le chhu le
ang ang mera, ang ang mera
ang nag chhu le
jawani ki jannat ko mere sang sang chhu le
nas me nas me chhid gayi hai chhid gayi hai
jung jung chhu le
nashili kaya ho gayi hai
tang tang chhu le chhu le
ang ang mera, ang ang mera
ang nag chhu le
jawani ki jannat ko mere sang sang chhu le
ang ang mera, ang ang mera
ang ang mera, ang ang mera
ang ang mera, ang ang mera
ang nag chhu le
lyrics of song Ang Ang Mera
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement