ankhiya mila ke bhagna na
ankhiya mila ke bhagna na
tere bin chain kam paungi
tere bin chain kam paungi
chhod ke ye dar kaha jaungi
chhod ke ye dar kaha jaungi
sundar sapna tut na jaye
sath dilo ka chut na jaye
sundar sapna tut na jaye
sath dilo ka chut na jaye
is nindiya se jagna na
is nindiya se jagna na
ankhiya mila ke bhagna na
ankhiya mila ke bhagna na
ghadiya judai ki na aaye ab
ghadiya judai ki na aaye ab
ik dusre me bas jaye ab
ik dusre me bas jaye ab
virah ke dukh sah na sakungi
roungi kuch kah na sakungi
virah ke dukh sah na sakungi
roungi kuch kah na sakungi
is nindiya se jagna na
is nindiya se jagna na
ankhiya mila ke bhagna na
ankhiya mila ke bhagna na
Film cast: Mehtab, Badri Prasad, Anwar, Shyam Kumar, Misra, Sofia, Nirmala
Singer: Hamida Banu, Zohrabai, Nirmala Devi
Lyricist: Deena Nath Madhok, Mahir Ul Qadri
Music Director: Naushad Ali
Film Director: M Sadiq
Film Producer: Kardar