Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Apni Banho Par Hai Tujhko Kyun
4.17 - 6 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Apni Banho Par Hai Tujhko Kyun - अपनी बाँहों पर है तुझको क्यूँ
apni banho par hai tujhko kyun itna abhiman
tere jaise lakho dekhe bade bade balvan
kuchh bhi nahi hai teraa mol
bolo na bade bol khilauna tu mati ka
kuchh bhi nahi hai teraa mol
bolo na bade bol khilauna tu mati ka
kuchh bhi nahi hai teraa mol

garaj raha hai baras raha hai
jid tune kis bat par bandhi
garaj raha hai baras raha hai
jid tune kis bat par bandhi
kyun hai pagal murakh badal
tujhako udaale jayegi aandhi
kyun hai pagal murakh badal
tujhko udaale jayegi aandhi
ser ko milte sava ser lage na yaha der
khilauna tu mati ka
kuchh bhi nahi hai teraa mol
bolo na bade bol khilauna tu mati ka
kuchh bhi nahi hai teraa mol

itana kyon itrata hai hansati hai jab bhagya ki rekha
itana kyon itrata hai hansati hai jab bhagya ki rekha
tu chhota sa dipak hai re tune kabhi suraj bhi hai dekha
tu chhota sa dipak hai re tune kabhi suraj bhi hai dekha
jhuthe nashe me tu chur tutega ye garur
khilauna tu mati ka
kuchh bhi nahi hai teraa mol
bolo na bade bol khilauna tu mati ka
kuchh bhi nahi hai teraa mol
lyrics of song Apni Banho Par Hai Tujhko Kyun
Comments on song "Apni Banho Par Hai Tujhko Kyun"
TheDeepakp on Monday, February 16, 2015

Film cast: Mahipal, Anita Guha, Vasant Pahelwan, B M Vyas, Ram Singh, Raaj
Kumar, Kanta Vyas
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist: Indeevar, Saraswati Kumar Deepak, Gopal Singh Nepali
Music Director: Chitragupt
Film Director: Babubhai Mistri
Film Producer: Kumar Sahni
mbtalekar on Thursday, April 21, 2011
This is the story of Ghatotkach son of Bhim.He has great power to do anything at his will. It caused to add some ego in his mind. The old man is Shrikrishna. It is very interesting how He breaks his ( Ghatotkach's ego )The song concisely tells the state of his mind. Great meaning the song has.
Ajaysahumirchonia Kumar on Thursday, July 29, 2010
itna arth poorn geet hai jo ghamandiyon ki sabha me sunaney se unki shakal
dekhney wali hoti hai ye mainey aazmaya hai
rahul14761 on Thursday, September 13, 2012
Kuchh Bhi Nahi Hai Tera Mol - Zindagi Jab Mayoos Hoti Hai Tabhi Mehsoos Hoti Hai
Mohan Udiavar on Friday, July 01, 2011
THANKS FOR THE SONG. GREAT INDEED
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Maya Bazar (1958)
Mahipal, Anita Guha, Vasant Pahelwan, B M Vyas, Ram Singh, Raaj Kumar, Kanta VyasAsha Bhosle, Mohammed RafiIndeevar, Saraswati Kumar Deepak, Gopal Singh NepaliChitraguptBabubhai MistriKumar SahniMaya Bazar at IMDB      Maya Bazar at YouTube     |    Maya Bazar at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type