Video of this song from youtube
Apna Banate Hai Kabhi Kabhi (Kashmakash) - कश्मकश हैं यही क्या करू क्या नहीं
Lyrics of Apna Banate Hai Kabhi Kabhi (Kashmakash) - कश्मकश हैं यही क्या करू क्या नहीं
kashmakash hai yahi kya karu kya nahi
kiski manu yaha dil kahi man kahi
rishte hasate hai kabhi kabhi ye gam ke aansu rulate
sapne dikhate hai kabhi kabhi ye nind se hai jagate
chalte chalte jhoka pe thahara thahara aasama
unchi unchi laharo me gahara karava

sach hai kya jhuth kya kya daga kya yaki
kashmakash hai yahi kya karu kya nahi
kiski manu yaha dil kahi man kahi
kashmakash hai yahi kya karu kya nahi
kiski manu yaha dil kahi man kahi
kashmakash hai yahi haa kashmakash hai yahi
haa kashmakash hai yahi

apna banate hai kabhi kabhi ye bhid me chhod jate chhod jate
duri mitate hai kabhi kabhi ye duriya hai badhate duriya
ujale ujale aasma me kali kali badaliya
halke halke aasuo ki bhari bhari dasta
pas kya dur kya kya gaya kya yahi

kashmakash hai yahi kya karu kya nahi
kiski manu yaha dil kahi man kahi
kashmakash hai yahi kya karu kya nahi
kiski manu yaha dil kahi man kahi
kashmakash hai yahi haa kashmakash hai yahi
haa kashmakash hai yahi kashmakash hai yahi

lyrics of song Apna Banate Hai Kabhi Kabhi (Kashmakash)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films