Video of this song from youtube
Apne Kothe Mai Khadi - अपने कोठे मैं खड़ी
SingerMunawar Sultana, Dhaniram
Music byPandit Amarnath
LyricistD N Madhok
Actor
Category
MovieDhamki (1945)
Lyrics of Apne Kothe Mai Khadi - अपने कोठे मैं खड़ी
apne kothe main khadi
khili chandani raat bedardi aaja re
bedardi aaja re kar le do do baat
bedardi aaja re apne ko the main khda
soch rahaa ye baat padosan jaag rahi
padosan jaag rahi jaag rahi kamazaat
ise samajha re bedardii aaja re
apani umariya kha ke budhiya
kahe hame sataye re apni umariya
khidkii ke pat khol ke baithe
kaun ise samajhaye re khidki ke pat
haath jod kar kah do unse
biti jaye raat bedardi aaja re
do dilo ko ki dadi ban ke
duniya ne munh phera redo dilo ki
ab to balam tum bhi maano
ye jag rain basera re ab to baalam
man ka panchhi bol raha
koi kare pyar kii baat bedardii aajaa re
khili chandani raat bedardi aaja re
bedardi aaja re kar le do do baat
bedardi aaja re apne ko the main khda
soch rahaa ye baat padosan jaag rahi
padosan jaag rahi jaag rahi kamazaat
ise samajha re bedardii aaja re
apani umariya kha ke budhiya
kahe hame sataye re apni umariya
khidkii ke pat khol ke baithe
kaun ise samajhaye re khidki ke pat
haath jod kar kah do unse
biti jaye raat bedardi aaja re
do dilo ko ki dadi ban ke
duniya ne munh phera redo dilo ki
ab to balam tum bhi maano
ye jag rain basera re ab to baalam
man ka panchhi bol raha
koi kare pyar kii baat bedardii aajaa re
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

