Video of this song from youtube
Apne Piya Ki Mai Jogan Banungi - अपने पिया की मैं जोगन बनूँगी
SingerSulochana Kadam
Music byPrem Nath
LyricistManohar Khanna
Actor
Category
MovieAlakh Niranjan (1950)
Lyrics of Apne Piya Ki Mai Jogan Banungi - अपने पिया की मैं जोगन बनूँगी
apne piya ki mai jogan banungi
apne piya ki mai jogan banungi
jogan banungi bairagan banungi
apne piya ki mai jogan banungi
janam janam tera sath chodu
sang sang lahraungi
jis rang me rangoge preetam
usi rang me rang jaungi
mai usi rang me rang jaungi
jogan banungi bairagan banungi
apne piya ki mai jogan banungi
jaha padenge charan tumhare
apne nain bichaungi
jiwan path ke kato ko
palko se chunti jaungi
jaha padenge charan tumhare
apne nain bichaungi
jiwan path ke kato ko
palko se chunti jaungi
jogan banungi beragan banungi
apne piya ki mai jogan banungi
pal pal baan taku mai tori
kab tak nain thakaoge
barah baras ho beet gaye hai
sajan kab ghar aaoge
jogan banungi beragan banungi
apne piya ki mai jogan banungi
apne piya ki mai jogan banungi
jogan banungi bairagan banungi
apne piya ki mai jogan banungi
janam janam tera sath chodu
sang sang lahraungi
jis rang me rangoge preetam
usi rang me rang jaungi
mai usi rang me rang jaungi
jogan banungi bairagan banungi
apne piya ki mai jogan banungi
jaha padenge charan tumhare
apne nain bichaungi
jiwan path ke kato ko
palko se chunti jaungi
jaha padenge charan tumhare
apne nain bichaungi
jiwan path ke kato ko
palko se chunti jaungi
jogan banungi beragan banungi
apne piya ki mai jogan banungi
pal pal baan taku mai tori
kab tak nain thakaoge
barah baras ho beet gaye hai
sajan kab ghar aaoge
jogan banungi beragan banungi
apne piya ki mai jogan banungi
Comments on song "Apne Piya Ki Mai Jogan Banungi"
Dharmesh Kumar on Friday, November 26, 2010
Beautiful, Thanks for this rare upload
Beautiful, Thanks for this rare upload
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


a very rare song from the movie " Alakh Niranjan " ... Music by " Prem Nath
" .Lyrics by M L Khanna