Video of this song from youtube
Apni Ruthi Hui Kismat Ko Mana Lu - अपनी रूठी हुई
Lyrics of Apni Ruthi Hui Kismat Ko Mana Lu - अपनी रूठी हुई
apni ruthi hui
kismat ko mana lun, to hansu
baat ban ban ke jo bigdi hai
bana lun, to hansu
apni ruthi hui
kismat ko mana lun, to hansu

mujhpe ulfat me jo gujri hai
bata lun unko
mujhpe ulfat me jo gujri hai
bata lun unko
dil pe fukat me jo biti hai
suna lun, to hansu
baat ban ban ke jo bigdi hai
bana lun, to hansu

unko gairo se chhuda lun
to meri baat rahe
unko gairo se chhuda lun
to meri baat rahe
apne aansu ke main pardo me
chhup lun, to hansu
baat ban ban ke jo bigdi hai
bana lun, to hansu
lyrics of song Apni Ruthi Hui Kismat Ko Mana Lu
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films