Video of this song from youtube
Aramaanon Ki Basti Men - अरमानों की बस्ती में
Lyrics of Aramaanon Ki Basti Men - अरमानों की बस्ती में
aramaano ki basti me
aramaano ki basti me hum aag lagaa baithe

ae dil teri duniyaa ko
ae dil teri duniyaa ko hum aap lutaa baithe

jab se tumhe pahlu me
jab se tumhe pahlu me hum apne basaa baithe

dil hum ko ganva baithaa
dil hum ko ganva baithaa hum dil ko ganva baithe
dil hum ko ganva baithaa hum dil ko ganva baithe
aramaano ki basti me hum aag lagaa baithe

paani me bahaa denge
paani me bahaa denge ghadiyaa teri furqat ki

hum aankho ke pardo me
hum aankho ke pardo me saavan ko chhupaa baithe
hum aankho ke pardo me saavan ko chhupaa baithe
aramaano ki basti me hum aag lagaa baithe
ae dil teri duniyaa ko hum aap lutaa baithe
lyrics of song Aramaanon Ki Basti Men
Comments on song "Aramaanon Ki Basti Men"
Riaz Ali on Friday, January 20, 2012
Awesome, upload. Thanks
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films