Video of this song from youtube
Are Logo Tumhe Kya Hai - अरे लोगो तुम्हे क्या है
screen shot of song - Are Logo Tumhe Kya Hai
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Are Logo Tumhe Kya Hai - अरे लोगो तुम्हे क्या है
are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai tumhe kya hai tumhe kya hai
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane

idhar bijli chamkti hai udhar megha barsta hai
akele dil tadpata hai akele dil tadpata hai
ya mai janu ya vo jane kadar bulbul ke gane ki
bahla saiyad kya jane jo aashik hai samjhta hai
aashik hai samjhta hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane

hamare marne jine ka tumhe kyu fikr hai itna
hame kis or jana hai hame kis or jana hai
ya mai janu ya vo jane hamare haal pe chodo
are chhodo ye hamdardi tumhare dil me kya kya hai
tumhare dil me kya kya hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane
lyrics of song Are Logo Tumhe Kya Hai
Comments on song "Are Logo Tumhe Kya Hai"
mohammad nabeel mohammad afsar on Saturday, December 05, 2015
laxmikant pyarelal melody always best
moinuddin khan on Thursday, February 21, 2013
very sweet song Thanks
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films