Video of this song from youtube
Advertisement
Awaaz Do - आवाज़ दो
Lyrics of Awaaz Do - आवाज़ दो
awaaz do tum bhi awaaz do
tanhaai ko pyar ka saaz do
he awaaz do tum bhi awaaz do
tanhaai ko pyar ka saaz do
koi na koi afsana ban jaayega
anjaane yaha dil dil se mile
anjaani sharaarat ho
na jaane koi duniya me kaha
kab kaise mohabbat ho

awaaz do tum bhi awaaz do
tanhaai ko pyar ka saaz do
koi na koi afsana ban jaayega
anjaane yaha dil dil se mile
anjaani sharaarat ho
na jaane koi duniya me kaha
kab kaise mohabbat ho

din din din, dil ye jawani ke
pal pal pal, dilkash kahani
yun yun yun hi na jaaye gujar
khwaabo ko chaahat ki parwaaz do
awaaz do tum bhi awaaz do
tanhaai ko pyar ka saaz do
koi na koi afsana ban jaayega
anjaane yaha dil dil se mile
anjaani sharaarat ho
na jaane koi duniya me kaha
kab kaise mohabbat ho

dil dil dil, keh de diwaane dil
mil mil mil jaaye kisi se mil
hain hain hain chehre hazaaro idhar
dhadkan ko dilbar ka didaar do
awaaz do tum bhi awaaz do
tanhaai ko pyar ka saaz do
koi na koi afsana ban jaayega
anjaane yaha dil dil se mile
anjaani sharaarat ho
na jaane koi duniya me kaha
kab kaise mohabbat ho
lyrics of song Awaaz Do
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement