Video of this song from youtube
Awwal Awwal Kee Dosti Hain Abhi - अव्वल अव्वल की दोस्ती हैं अभी हैं अभी
Lyrics of Awwal Awwal Kee Dosti Hain Abhi - अव्वल अव्वल की दोस्ती हैं अभी हैं अभी
awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi
awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi
ek gajal hain, ek gajal hain
ek gajal hain, ki ho rahi hain abhi hain abhi
awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi

main bhi shehar-e-vafa me nau vaarid
main bhi shehar-e-vafa me nau vaarid
wo bhi ruk ruk, wo bhi ruk ruk
wo bhi ruk ruk ke chal rahi hain abhi hain abhi
awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi

main bhi aisa kaha ka zud shinaast
main bhi aisa kaha ka zud shinaast
wo bhi lagta , wo bhi lagta
wo bhi lagta hain sochti hain abhi hain abhi
awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi

dil ki varaaftagi hain apni jagah
dil ki varaaftagi hain apni jagah
fir bhi kuchh ehtiyaat si hain abhi hain abhi
fir bhi kuchh ehtiyaat si hain abhi hain abhi
awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi

garche pahle sa ijatenaab nahi
garche pahle sa ijatenaab nahi
fir bhi kam kam sipurdgi hain abhi hain abhi
fir bhi kam kam sipurdgi hain abhi hain abhi
awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi

kaisa mausam hain kuchh nahi khulta
kaisa mausam hain kuchh nahi khulta
kaisa mausam, kaisa mausam
kaisa mausam
kaisa mausam hain kuchh nahi khulta
bunda baandi hain chup bhi hain abhi hain abhi
bunda baandi hain chup bhi hain abhi hain abhi
awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi
ek gajal hain, ek gajal hain
ek gajal hain, ki ho rahi hain abhi hain abhi
awwal awwal ki dosti hain abhi hain abhi
hain abhi hain abhi, hain abhi hain abhi
lyrics of song Awwal Awwal Kee Dosti Hain Abhi
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films