aye jane e jaan tohfa mila tujhsa
to bhala mange kya
aur hum apne khuda se
teri baho me paye hai sanam do jaha
aye jane jaan tohfa mila tujhsa
to bhala mange kya
aur hum apne khuda se
teri baho me paye hai sanam do jaha
o o aa aa aa aa aa
humko to humdum tujhpe yaki
apne se bhi jyada hai
kabhi todenge na yaki wada hai
humko to humdum tujhpe yaki
apne se bhi jyada hai
aanhko me chupa lu tujhe
dekhe na tujhe ye jaha
aye jane e jaan tohfa mila tujhsa
to bhala mange kya
aur hum apne khuda se
teri baho me paye hai sanam do jaha
o o aa aa aa aa aa
wo khushi payi paake tujhe
chahat meri rang layi
tere rang me tan man me rang aayi
wo khushi payi paake tujhe
chahat meri rang layi
rango ki kya bat hai
chute na sang kabhi
aye jane ja tohfa mila tujhsa to
bhala mange kya
aur hum apne khuda se
teri baho me paye hai sanam do jaha
o o aa aa aa aa aa
aye jane jaan tohfa mila tujhsa
to bhala mange kya
aur hum apne khuda se
teri baho me paye hai sanam do jaha
o o aa aa aa aa aa
aye jane-e-jaan tohfa mila tujhsa to bhala mange kya or hum apne khuhda se
teri bahoon mein paaye hain sanam 2 jahan... oh god jab udit ne start kiyaa
mat pochoo . kitna pyara laga. lovely song .kavita meri fav female singer
hai aur udit jee wah wah .. sub lines zabrdast hain.. aur arbic touch bhi
aya 3.30 par lovely.