Video of this song from youtube
Aye Mere Dil Hardam Yeh Dua Kar (4) - ऐ मेरे दिल हरदम ये दुआ कर
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Aye Mere Dil Hardam Yeh Dua Kar (4) - ऐ मेरे दिल हरदम ये दुआ कर
aye mere dil hardam ye duaa kare
aye mere dil hardam ye duaa kare
ya mere malik tu sab ka bhala kar
aye mere dil hardam ye duaa kare
ya mere malik tu sab ka bhala kar
ya mere malik tu sab ka bhala kar

ye ped deta hai sabko saya ae shaks tu kiske kaam aaya
ye ped deta hai sabko saya ae shaks tu kiske kaam aaya
ae shaks tu kiske kaam aaya
tu bhi kisi ke gam ki dawa kar
tu bhi kisi ke gam ki dawa kar
ya mere malik tu sab ka bhala kar
ya mere malik tu sab ka bhala kar

sabse bada hai insan hai tu insaniyat ki pehchan hai tu
sabse bada hai insan hai tu insaniyat ki pehchan hai tu
insaniyat ki pehchan hai tu
insan hone ka hak ada kar
insan hone ka hak ada kar
ya mere malik tu sab ka bhala kar
ya mere malik tu sab ka bhala kar
aye mere dil hardam ye duaa kare
aye mere dil hardam ye duaa kare
ya mere malik tu sab ka bhala kar
ya mere malik tu sab ka bhala kar
lyrics of song Aye Mere Dil Hardam Yeh Dua Kar (4)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films