Video of this song from youtube
Average Rating : 3.67
Total Vote(s) : 6
New Voting has been disabled for some time.

Lyrics of Ae Sawan Baras Jara Ae Badal Garaj Jara - ऐ सावन बरस जरा ऐ बादल गरज जरा
ae sawan baras jara ae badal garaj jara
ae sawan baras jara ae badal garaj jara
jo radha ne kaha shyam se jo sita ne kaha ram se
mujhko bhi kahne de tu jara mujhko bhi kahne de tu jara

kyu aati hai mujhko hay angdai
kyu aati hai mujhko hay angdai
kyu julfe meri bikhrai
shayad teri yahi angdai
shayad teri yahi angdai
deti hai tujhko meri badhai
shayad teri julfe bhi isi laye bikhrai hai
ae sawan baras jara ae badal garaj jara
jo radha ne kaha shyam se jo sita ne kaha ram se
mujhko bhi kahne de tu jara mujhko bhi kahne de tu jara
ae sawan baras jara ae badal garaj jara
ae sawan baras jara ae badal garaj jara

kyu udti hai ye chunari nigodi
kyu udti hai ye chunari nigodi
kyu bajti hai ye chudiya chichori
bandhi tere sang jab preet ki dori
bandhi tere sang jab preet ki dori
dar kya jamane se phir ye gori
dekh teri ye chudiya tujhse dohrati hai
ae sawan baras jara ae badal garaj jara
jo radha ne kaha shyam se jo sita ne kaha ram se
mujhko bhi kahne de tu jara mujhko bhi kahne de tu jara
ae sawan baras jara ae badal garaj jara
ae sawan baras jara ae badal garaj jara

kyu karati hai mujhko hay yu ghayal
kyu karati hai mujhko hay yu ghayal
ye teri khankati hui payal
kahti hai mujhse laharati hawaye
kahti hai mujhse laharati hawaye
kya khabar kab badal jaaye teri wafaye
teri jafao ke khouf se ham payal khankate hai
ae sawan baras jara ae badal garaj jara
jo radha ne kaha shyam se jo sita ne kaha ram se
mujhko bhi kahne de tu jara mujhko bhi kahne de tu jara
ae sawan baras jara ae badal garaj jara
ae sawan baras jara ae badal garaj jara
lyrics of song Ae Sawan Baras Jara Ae Badal Garaj Jara
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Lootere (1993)
Sunny Deol, Juhi Chawla, Anupam Kher, Chunky Pandey, Ajit Vachchani, Bharat Kapoor, Naseeruddin Shah, Pooja Bedi, Sharat SaxenaDharmesh DarshanSuneel Darshan, M RiazLootere at IMDB      Lootere at WikipediaLootere at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type