Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 4 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Baat Takat More Naina Hare
baat takat more naina hare
tum ho kahan piya
tum ho kahan
baat takat more naina hare
tum ho kahan piya
tum ho kahan

pal pal manva
tumhe pukare
pal pal manva
tumhe pukare
tum ho kahan piya
tum ho kahan
baat takat more naina hare
tum ho kahan piya
tum ho kahan

jalte aansu pee ke kab tak
jalte aansu pee ke kab tak
man ki tapat bujhaun
birha agan me jalte jalte
rakh na mai ho jaun
ro ro beete saanjh sakare
tum ho kahan piya
tum ho kahan
baat takat more naina hare
tum ho kahan piya
tum ho kahan

rom rom me base hue ho
fir bhi mujhse dur
tum bin preetam jeevan mera
kaanto se bharpur
kaise jeeun
ab kiske sahare
tum ho kahan piya
tum ho kahan
baat takat more naina hare
tum ho kahan piya
tum ho kahan


lyrics of song Baat Takat More Naina Hare
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Devyani (1952)
Asha BhosleManohar KhannaS PurushottamDevyani at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type