Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.13 - 8 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Baat Taku Mai Teri Kothe Chadh Ke (Aaja Mere Balma Bahana Kar Ke) - बाट तकूँ मैं तेरी कोठे चढ़ के
baat taku main teri kothe chadh ke
baat taku main teri kothe chadh ke
aaja mere balma bahana kar ke
aaja mere balma bahana kar ke
baat taku main teri kothe chadh ke
baat taku main teri kothe chadh ke
aaja mere balma bahana kar ke
aaja mere balma bahana kar ke

ho sawan aaya hai aayi thandi hawaye
thandi hawaye
ho sawan aaya hai aayi thandi hawaye
thandi hawaye
sath sath layi hai wo kali ghataye
kali ghataye
sath sath layi hai wo kali ghataye
kali ghataye
acha nahi rahna duniya se dar ke
acha nahi rahna duniya se dar ke
aaja mere balma bahana kar ke
aaja mere balma bahana kar ke

pak gayi ankhiya tak tak raah
pak gayi ankhiya tak tak raah
dil me jagi hai tere milne ki chah
milne ki chah
dil me jagi hai tere milne ki chah
milne ki chah
tere milne ko mera jiya dhadke
tere milne ko mera jiya dhadke
aaja mere balma bahana karke
aaja mere balma bahana karke

ho ke diwani main to tere pyar me
tere pyar me
ho ke diwani main to tere pyar me
tere pyar me
khadi hu sajan tere intzaar me
intzaar me
khadi hu sajan tere intzaar me
intzaar me
dil me aankho me teri yad bharke
dil me aankho me teri yad bharke
aaja mere balma bahana karke
aaja mere balma bahana karke
baat taku main teri kothe chadh ke
baat taku main teri kothe chadh ke
aaja mere balma bahana karke
aaja mere balma bahana karke
lyrics of song Baat Taku Mai Teri Kothe Chadh Ke (Aaja Mere Balma Bahana Kar Ke)
Comments on song "Baat Taku Mai Teri Kothe Chadh Ke (Aaja Mere Balma Bahana Kar Ke)"
Osman1750 on Friday, January 04, 2013
Please explain what is "Now play stop stop-++++?
Is the video not playing?
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Naach (1949)
Shyam Kumar, Suraiya, Omprakash, Shayama Gulam, Shyama, Raj Mehra, Gulab, SofiaSuraiya, Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Lata Mangeshkar, Zohrabai, Shamshad BegumKaif Irfani, Mulkraj Bhakri, Sarshar Sailani, Nazim PanipatiHusanlal BhagatramRavindra DaveSuraiya, Mohammed RafiNaach at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type