baat zara hai aapas ki
baat zara hai aapas ki
sari duniya hogyi meri
bolo main hu kiski
baat zara hai aapas ki
baat zara hai aapas ki
sari duniya hogyi meri
bolo main hu kiski
sunheri zulfe hasin bahen
ye khoi khoi meri nighaye
zamane bhar me sabhi ko chahe
baat nahi hai baski
baat zara hai aapas ki
baat zara hai aapas ki
sari duniya hogyi meri
bolo main hu kiski
meri meri meri
mere sanam ki do hai nishani
ek to uski chavi suhani
duje uske bholi jawani
jispe nazar hai das ki
baat zara hai aapas ki
baat zara hai aapas ki
sari duniya hogyi meri
bolo main hu kiski
meri meri meri
baat zara hai aapas ki
Thanks for this upload. But Sharda won Filmfare Awarda for the song Chale
Ja Chale Ja Jahan Pyar Miley of this movie and not for this Cabaret Song as
mentioned . Pls correct the same .