Video of this song from youtube
Bach Ke Zara Hat Ke - बच के ज़रा हट के
SingerMadhubanti Bagchi
Music byShantanu Moitra
LyricistSwanand Kirkire
Actor
Category
MovieLost (2023)
Lyrics of Bach Ke Zara Hat Ke - बच के ज़रा हट के
mera dil ka yeh sheher gunahon ka sheher hai
yahan har nazar-nazar shikari ki nazar hai

bach ke, zara hat ke, zara hat ke
zara bach ke, dheeme-dheeme chalo, jaan-e-mann
datt ke, bina bhatke, bina bhatke, zara datt ke
haule-haule rakho ye qadam, jaan-e-mann
yahan chalna zara sambhal kar
andheri raahon par, haan, rakh ke nazar
yahan rakhna kafan baandhe sir par
aage hai dhokha, peeche hai khanjar
oh, yeh khiladi, woh khiladi
ek agaadi, ek pichhadi
zindagi ke sab juaari
tu na kehlana anaadi
lootenge saare tujhe

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films