Video of this song from youtube
Bachpanaa Tha - बचपना था
SingerSanhita Nandi
Music byAbhijit Deonath
LyricistAbhijit Deonath
Actor
Category
MovieSalt Bridge (2018)
Lyrics of Bachpanaa Tha - बचपना था
bachpana tha haye bachpana tha haye
bachpana tha kya gunaah tha
kyun khinch kar mujhe bada kar diya haye
chaukhat pe pada tha dil koi sadiyo se
chaukhat pe pada tha dil koi sadiyo se
aahat ko bhi ab mana kar diya
aahat ko bhi ab mana kar diya
bada kar diya bachpana tha
bachpana tha bachpana tha
bachpana tha kya gunaah tha
kyun khinch kar mujhe bada kar diya haye
chaukhat pe pada tha dil koi sadiyo se
chaukhat pe pada tha dil koi sadiyo se
aahat ko bhi ab mana kar diya
aahat ko bhi ab mana kar diya
bada kar diya bachpana tha
bachpana tha bachpana tha
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

