Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 25 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Bada Nahi Insan Bada Nahi Bhagwan
bada nahi insaan, bada nahi bhagwan,
asaman dharti se kahta ' samaye bada balwan,
sunno re bhai samaye bada balwan,

navak dekh aapni gaadi pe,
hasta gaadi vaan,
gaadi ko jab navak dekha,
cheek pada nadan,
sunno re bhai samaye bada balwan,
bada nahi insaan, bada nahi bhagwan,
asaman dharti se kahta ' samaye bada balwan,
sunno re bhai samaye bada balwan,


mehel ki rani bani bhikaran,
mili dhul mein shaan,
vaok bani jeevan ki gaadi,
bail bana insaan,
bail bana insaan,
sunno re bhai samaye bada balwan,
bada nahi insaan, bada nahi bhagwan,
asaman dharti se kahta ' samaye bada balwan,
sunno re bhai samaye bada balwan,


jo dete hain ek hath pe,
so hatho ko dhaan,
samaye pade par unhe mile n ek maan ka paan,
ek maan ka paan,
suno re bhai samaye bada balwan,
bada nahi insaan, bada nahi bhagwan,
asaman dharti se kahta ' samaye bada balwan,
sunno re bhai samaye bada balwan,





















lyrics of song Bada Nahi Insan Bada Nahi Bhagwan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Harishchandra (1958)
Shahu Modak, Sulochana, Dabbo, Kanhaiya LalManna Dey, Geeta Dutt, Sudha MalhotraPandit Madhur, Madan MohanSushant BannerjeeDhirubhai DesaiHarishchandra at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type