Video of "Bade Bewafa Hain Yeh Husn Waale" from YouTube
Bade Bewafa Hain Yeh Husn Waale Video Thumbnail
Advertisement
Bade Bewafa Hain Yeh Husn Waale - बड़े बेवफा है ये हुस्न वाले
Lyrics of Bade Bewafa Hain Yeh Husn Waale - बड़े बेवफा है ये हुस्न वाले
bade bewafa hain ye husn waale
bade bewafa hain ye husn waale
par teri baat kuchh aur hai
bade bekhabar hain ye ishk waale
par meri baat kuchh aur hai
bade bewafa hain ye husn waale

mit gaya jispe ye ho gaye mehrbaan
aa, mit gaya jispe ye ho gaye mehrbaan
husn waalo ki hai bas yahi daastaa
kaise kaise naa jaane divaane dil
inhi bewafaao ne tod daale
bade bewafa hain ye husn waale

tu kahi jaaneman ruth jaana nahi
aa, tu kahi jaaneman ruth jaana nahi
jikr teraa ye teraa fasaana nahi
bholi bhaali hai inki surat magar
bade sangdil hain ye bhole bhale
bade bewafa hain ye husn waale
par teri baat kuchh aur hai
bade bekhabar hain ye ishk waale
par meri baat kuchh aur hai
bade bewafa hain ye husn waale
lyrics of song Bade Bewafa Hain Yeh Husn Waale
Poetic Translation - Lyrics of Bade Bewafa Hain Yeh Husn Waale - बड़े बेवफा है ये हुस्न वाले
These beauties, they are faithless, all,
These beauties, they are faithless, all,
But with you, the story shifts,
These lovers, oblivious they fall,
But mine is a different rift.
These beauties, they are faithless, all.

They shower grace where pride takes hold,
Ah, they shower grace where pride takes hold,
Such is the tale the beautiful unfold,
How many hearts, in madness spun,
By these betrayers, shattered and torn?
These beauties, they are faithless, all.

My love, do not turn away from me,
Ah, my love, do not turn away from me,
This tale is not, I vow, of thee,
Innocent the faces that they wear,
But stony hearts within their stare.
These beauties, they are faithless, all,
But with you, the story shifts,
These lovers, oblivious they fall,
But mine is a different rift.
These beauties, they are faithless, all.

Roop Tera Mastana (1972) - Movie Details
Film CastJeetendra, Mumtaz, Pran, Malika, I S Johar, Jankidas, Leela Mishra, Mirza Musharraf, V Gopal, Rajen Kapoor, Birbal, Madhumati SingerKishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi LyricistAnand Bakshi, Assad Bhopali, Varma Malik Music ByLaxmikant Kudalkar, Pyarelal DirectorKhalid Akhtar ProducerBaldev Pushkarna, M M Malhotra External LinksRoop Tera Mastana at IMDB      Roop Tera Mastana at Wikipedia Movie at YTRoop Tera Mastana at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement