Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.39 - 41 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Badee Mushkil Se Dil Kee Bekaraaree Ko - बड़ी मुश्क़िल से दिल की बेक़रारी को क़रार आया
badi mushkil se dil ki bekaraari ko karaar aaya
badi mushkil se
badi mushkil se dil ki bekaraari ko karaar aaya
ke jis jaalim ne tadpaaya usi par mujh ko pyaar aaya
badi mushkil se
badi mushkil se dil ki bekaraari ko karaar aaya
badi mushkil se

irade chhutne waale na armaan tutne waale
irade chhutne waale na armaan tutne waale
mujhe tujh par yakin hai aye mera dil lutne waale
mujhe tujh par yakin hai aye mera dil lutne waale
mujhe meri mohabbat
mujhe meri mohabbat ka na ab tak aitbaar aaya
badi mushkil se
badi mushkil se dil ki bekaraari ko karaar aaya
badi mushkil se

mohabbat raaj hai yeh raaj baaton me na khul jaaye
mohabbat raaj hai yeh raaj baaton me na khul jaaye
bahut roka bahut chaaha na lab par dil ki baat aaye
bahut roka bahut chaaha na lab par dil ki baat aaye
magar phir bhi tumhaara
magar phir bhi tumhaara naam lab par baar-baar aaya
badi mushkil se
badi mushkil se dil ki bekaraari ko karaar aaya
ke jis jaalim ne tadpaaya usi par mujh ko pyaar aaya
badi mushkil se
badi mushkil se dil ki bekaraari ko karaar aaya
badi mushkil se

irade chhutne waale na armaan tutne waale
irade chhutne waale na armaan tutne waale
mujhe tujh par yakin hai aye mera dil lutne waale
mujhe tujh par yakin hai aye mera dil lutne waale
mujhe meri mohabbat
mujhe meri mohabbat ka na ab tak aitbaar aaya
badi mushkil se
badi mushkil se dil ki bekaraari ko karaar aaya
badi mushkil se

isi surat se baaki jindagi ke din bhi kat jaayen
isi surat se baaki jindagi ke din bhi kat jaayen
ghadi bhar ke liye ae kash vo ghadiya palat aaye
ghadi bhar ke liye ae kash vo ghadiya palat aaye
vo ghadi jo mera dil
vo ghadi jo mera dil teri mehfil me gujaar aaya
badi mushkil se
badi mushkil se dil ki bekaraari ko karaar aaya
ke jis jaalim ne tadpaaya usi par mujh ko pyaar aaya
badi mushkil se
lyrics of song Badee Mushkil Se Dil Kee Bekaraaree Ko
Comments on song "Badee Mushkil Se Dil Kee Bekaraaree Ko"
rumahale on Sunday, December 07, 2014
I am simply overwhelmed to read the excellent comments from the learned
viewers, so also in listening this immortal gem. I had somehow missed it on
your channel. Please know that it is one of the most favourite songs for
me. I appreciate the rich contribution of geniuses - lyricist, music
director, and, singer in respective field; also, special mention of
appreciation to Shamshad Begum.
Thank you for excellent presentation of this rare gem - critically
acclaimed. Hope, you have uploaded other songs mentioned by other learned
viewer +reverseswing 
Khalid Sheikh on Sunday, August 18, 2013
Can anybody please upload good quality audio of the following RARE GEM of
Shamshad Begum: Dhoop Chaon 1954: Ab Din Doob Gayo Raja; Shamshad Begum,
Lyrics: Jaan Nisar Akhtar; Music Aziz Hindi | Available on YouTube at:
“Shamshad Begum Special~Radio Ceylon Morning 15-04-2013~Part-2" This song
is from 44:00 minutes to 47:10 minutes of this 54 minute upload.
reverseswing on Monday, May 05, 2014
Talented Music Director Nashad composed very beautiful songs in this 1953
film (NAGHMA).
Four solos, three in the voice of Shamshad Begum and one in Talat Mahmood's
voice.
- Badi Mushkil Se Di Ki Beqarari Ko Qarar Aaya
- Kaahe Jaadu Kiya Mujhe Itna Bata Jaadugar Baalama
- Aye Mere Majboor Dil
- Mat Poochh Ke Di Par Kya Guzri
IQBAl sharif on Monday, December 17, 2012
All the interludes and pieces are great that made the composition immortal
with the great singing of Shamshad Begum and wah Nashad i love u All the
interludes and pieces are perfect .A very goog composer. He used the best
voice singer Shamshad Begum did a great work togather with Nakhshab Sahab
and Nashad is on peak.
Himanshu Muni on Saturday, May 07, 2011
Thanks!, suparb song!,enjoyed as much as I enjoyed in 1953! Crystal clear
pronounciations add unique dimenson to bold confesson of being in love.
Realy nice of you to recall such nostelgic memmories of the golden period
of Indian music inclusive of beutiful "private" songs recorded
then.-himanshu.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Naghma (1953)
Shamshad Begum, Talat Mahmood, Afzal Hussain, RajkumariMirza Shauq Lakhnavi, J. NakshabNashadNaghma at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type