Video of this song from youtube
Bahaane Bana Ke - बहाने बना के
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Bahaane Bana Ke - बहाने बना के
kitni sun lega duniya ki baaten ye pagal dil
lamha lamha uchhle ji saeen mein pagal dil
kitni sun lega duniya ki baaten ye pagal dil
mastiyon mein dhadke jo puchhe bina seene mein
ye pagal dil

mud ja raste jo dekh sudharne ne ki manzil
bigad ja diwane dil
bahane banke bahane tu apne khwabon se mil
bahane banke bahane ye dil

taaze taaze kisson se tu ja mila le hath
or ja ghul mil
mushkilon ka bas kil hoga
khusiyon mein hoga jab tu shamil
kar khwahishon ko hasil

bigad ja diwane dil
bahane banke bahane tu apne khwabon se mil
bahane banke bahane ye dil

dhadkane de zindagi ko ye jawani ki
zara sa tu
jaane sara jahan tujhe
jaane sara jahan tujhe

kar khwahishon ko hasil bigad ja diwane dil
bahane banke bahane tu apne khwabon se mil
bahane banke bahane ye dil

sudharne ki manzil bigad ja diwane dil
bahane banke bahane tu apne khwabon se mil
bahane banke bahane ye dil













Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films