Video of this song from youtube
Advertisement
Bahar Dekh Ke Dil Aur Bekarar Hua - बहार देख के दिल हार बेकरार हुआ
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Bahar Dekh Ke Dil Aur Bekarar Hua - बहार देख के दिल हार बेकरार हुआ
bahar dekh ke dil haar bekraar hua
ummid utani badhi jitana intejaar hua
tum jo aaye jindagi me jindagi se pyaar hua
bahar dekh ke dil haar bekraar hua
ummid utani badhi jitana intejaar hua
tum jo aaye jindagi me jindagi se pyaar hua
bahar dekh ke

teri marji jahan muje le chal wahan
teri marji jahan muje le chal wahan o o o
teri do aankho par nisaar do jahan
teri do aankho par nisaar do jahan
dil pe mere tera ikhtiyaar hua
tum jo aaye jindagi me jindagi se pyaar hua
bahar dekh ke
dekh ke dil haar bekraar hua
ummid utani badhi jitana intejaar hua
tum jo aaye jindagi me jindagi se pyaar hua
bahar dekh ke

chhaon aanchal ki ho fir aasmaan kya
ho ho chhaon aanchal ki ho fir aasmaan kya
tu jiska saath de fir tufaan kay
tu jiska saath de fir tufaan kya
jo bina patwaar ke hi paar hua
tum jo aaye jindagi me jindagi se pyaar hua
bahar dekh ke dekh ke dil haar bekraar hua
ummid utani badhi jitana intejaar hua
tum jo aaye jindagi me jindagi se pyaar hua
bahar dekh ke
lyrics of song Bahar Dekh Ke Dil Aur Bekarar Hua
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement