Video of this song from youtube
Bahke Bahke Kadam - बहके बहके कदम
Lyrics of Bahke Bahke Kadam - बहके बहके कदम
bahke bhake kadam hai mehka mehka shama
kar do puri tamanna dar koi na yaha hai
tum bhi ho khoye khoye dil hamara jawa hai

bahke bhake kadam hai mehka mehka shama
kar do puri tamanna dar koi na yaha hai
tum bhi ho khoye khoye dil hamara jawa hai
bahke bhake kadam hai
aa tujhe mai kaid kar lu julafo ki janjir se
aise mauke mere dilbar milte hai takdir se

aa tujhe mai kaid kar lu julafo ki janjir se
aise mauke mere dilbar milte hai takdir se
agan lage tan man me dard utha dhadkan me
sanso me hai dhuaa
bahke bhake kadam hai mehka mehka shama
kar do puri tamanna dar koi na yaha hai
tum bhi ho khoye khoye dil hamara jawa hai
bahke bhake kadam hai

tuta hai ang mera kya nasili pyas hai
bekarari tu mita le chain hotho ke pas hai
tuta hai ang mera kya nasili pyas hai
bekarari tu mita le chain hotho ke pas hai
zahar chode nas nas me kuch bhi nahi mere bas me
kya karu mere jaan

bahke bhake kadam hai mehka mehka shama
kar do puri tamanna dar koi na yaha hai
tum bhi ho khoye khoye
dil hamara jawa hai bahke bhake kadam hai
lyrics of song Bahke Bahke Kadam
Comments on song "Bahke Bahke Kadam"
Anishack on Thursday, September 03, 2009
Thanks for the upload been looking for this song long time
999humair on Sunday, February 06, 2011
Thanks, when are you coming to seduce me now?
LE SOLITAIRE on Saturday, January 10, 2015
belle musique.krimo
Omar Atbai on Monday, March 14, 2011
plz uplaud the movie
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films