Video of this song from youtube
Average Rating : 4.75
Total Vote(s) : 12
New Voting has been disabled for some time.


Lyrics of Bahut Betaqalluf Huye Ja Rahe Hai Jo Mehaman Banke - बहुत बेतक्लुफ़ हुए जा रहें है जो मेहमान बनके
bahut betakluf huye ja rahe hai hai hai hai
bahut betakluf huye ja rahe hai
jo mehman banke hai aaye hamare
jo mehman banke hai aaye hamare
labho pe hai halki si ek muskurahat
adao me sokhi nigah me ishare
adao me sokhi nigah me ishare
dil cheera tirchi najar se dil ka ikrar karte ho
tum bebsi ki bholi si bate sunate sunate
vo le aaye sath hamko dariya kinare
vo le aaye sath hamko dariya kinare

jawab hai khamoshi dil bhi hai majbur
jawab hai khamoshi dil bhi hai majbur kyu
mohabbat ki duniya ka yahi hai dastur
agar puchhana ho kaho dil se puchhe
sun jo kehte hai naina hamare
sun jo kehte hai naina hamare

hame dil pe nahi ikhatiyar
na apni aankho pe hai aitbar
lo kehti hu khakar kasam pyar ki
ye dil bhi tumhara hai ham bhi tumhare
ye dil bhi tumhara hai ham bhi tumhare
lyrics of song Bahut Betaqalluf Huye Ja Rahe Hai Jo Mehaman Banke
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ghar Ki Izzat (1948)
Dilip Kumar, Mumtaz Shanti, Jeevan, Gope, Manorama, Dixit, Gulab SulemanMohammed Rafi, Shamshad Begum, Meena KapoorIshwar Chandra KapoorPandit GobindramRam DarayaniGhar Ki Izzat at IMDB      Ghar Ki Izzat at YouTube     |    Ghar Ki Izzat at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type