Video of this song from youtube
Lyrics of Bahut Pehle Se Un Qadmo Ki Aahat - बहुत पहले से, उन कदमों की आहट जान लेते हैं
bahut pehle se, un qadmo ki aahat jaan lete hain
bahut pehle se, un qadmo ki aahat jaan lete hain
tujhe ae zindagi, ae zindagi
tujhe ae zindagi, hum dur se pehchan lete hain
bahut pehle se

tabiyat apni ghabrati hai, jab sunsan raato me
tabiyat apni ghabrati hai, jab sunsan raato me
hum aise me teri yaado ki chadar taan lete hai
hum aise me teri yaado ki chadar taan lete hai
bahut pehle se

meri nazre bhi aise qafiro ka jaan-o-imaan hai
nigaahe milte hi, jo jaan aur imaan lete hain
nigaahe milte hi, jo jaan aur imaan lete hain
bahut pehle se

firaq aksar badal kar bhesh, milta hai koi qaafir
firaq aksar badal kar bhesh, milta hai koi qaafir
kabhi hum jaan lete hai, kabhi pehchan lete hain
bahut pehle se un qadmo ki aahat jaan lete hain
tujhe ae zindagi, hum dur se pehchan lete hain
bahut pehle se
lyrics of song Bahut Pehle Se Un Qadmo Ki Aahat
Comments on song "Bahut Pehle Se Un Qadmo Ki Aahat"
dr waheed on Tuesday, September 01, 2015
world's no 1 couple ghazal singer so nice so beautiful so ceute best and
forewer forewer and ewer live always in our herts
Sandeep singh Bisht on Monday, July 27, 2015
Ek aap hi to the sir mere akele pan me mera tha dete ho .. Aap nhi to aapke
songs :-( ..
Sandeep singh Bisht on Monday, July 27, 2015
Kas life me hum paihle hi sab kuch jan lete to kitna acha hota.. :-( 
Anurag Sharma on Friday, August 28, 2015
you will be forever jagjeet sir with us
hillton2180 on Sunday, April 20, 2014
No one dislike . Great ghazal 
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Live At Royal Albert Hall (Jagjit Singh) (1983)
Rahi Masoom Raza, Qateel Shifai, Saeed Rahi, Nazeer Banarasi, Kunwar Mohinder Singh Bedi Sahar, Sahir Hoshiarpuri, Qamar Jalalabadi, Inderjeet Hassanpuri, Traditional, Rana Akbarabadi, Sardar Anjum, IJagjit Singh
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type