Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Balma Mai Muqaddama - बलमा मैं मुक़द्दमा
balma main muqaddama kar dungi
kar dungi khada adalat me
main lut gayi teri mohabbat me
main lut gayi teri mohabbat me
balma main muqaddama kar dungi
kar dungi khada adalat me
main lut gayi teri mohabbat me
main lut gayi teri mohabbat me
balma main muqaddama kar dungi
kar dungi khada adalat me

ho dil mera oye hoye hoye
dil mera tune luta hai
ilzaam magar ye jhutha hai
o dil mera tune luta hai
ilzaam magar ye jhutha hai
ja tang mujhe bekar na kar
tu mujrim hai
oye hoye hoye tu mujrim hai inkaar na kar
police abhi aa jayegi
le legi tujhe hirasat me
main lut gayi teri mohabbat me
main lut gayi teri mohabbat me
balma main muqaddama kar dungi
kar dungi khada adalat me

ho ye chudi o tune todi hai
oye hoye hoye ye chudi tune todi hai
tune to had kar chhodi hai
badnaam kar mujhe chhoda hai
o ye gajra ha tune toda hai
haye haye haye ye gajra tune toda hai
main samne judge ke jaungi
isi surat me isi halat me
main lut gayi teri mohabbat me
main lut gayi teri mohabbat me
balma main muqaddama kar dungi
kar dungi khada adalat me

kab kisne kise fansaya tha
tu raat mere ghar aaya tha
kya maine bulaya tha aaja
kyu chhoda phir khula darwaza
sab kuch hua teri marji se
o kah dunga bhari adalat me
main mara gaya shrafat me
main mara gaya shrafat me
balma main muqaddama kar dungi
kar dungi khada adalat me
main lut gayi teri mohabbat me
main lut gayi teri mohabbat me
main mara gaya shrafat me
main mara gaya shrafat me
main lut gayi teri mohabbat me
main mara gaya shrafat me
lyrics of song Balma Mai Muqaddama
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Khoon Ka Karz (1991)
Vinod Khanna, Sanjay Dutt, Rajinikanth, Dimple Kapadia, Sangeeta Bijlani, Kimi Katkar, Shakti Kapoor, Sushma Seth, Kader Khan, Kiran Kumar, Anil Dhawan, Bharat Kapoor, Jr Mehmood, Sudhir PandeyAmit Kumar, Alka Yagnik, Manhar Udhas, Sudesh BhosleAnand BakshiLaxmikant Kudalkar, PyarelalMukul AnandBhappi SonieKhoon Ka Karz at IMDB      Khoon Ka Karz at WikipediaKhoon Ka Karz at YouTube     |    Khoon Ka Karz at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type