Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Ban Gayi Ban Gayi Ban Gayi Yaar
4.67 - 6 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Ban Gayi Ban Gayi Ban Gayi Yaar - बन गई बन गई बन गई यार
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar

pancho ungli ghi me jam ke chalega karobar

rukh badla aur rangat badli ho gaye vare nyare

raat ko suraj niklega aur din ko dikhenge tare
daulat ke mahlo me lagega daulat ke mahlo me lagega
husn ka ye darbaar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar

kaal kothari jel khana kya chauki kya thana

kisi ke bas me nahi hai ab to kaid mujhe kar pana
dhamkayega are dhamkayega kar du andar kahe ka thanedar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar

nachungi mai aaj pahan ke payal jhumar jhumka

hil jayegi sari duniya marungi vo thumka
bijli banke dilo pe mai bijli banke dilo pe mai
gir jaungi dildaar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
pancho ungli ghi me jam ke chalega karobar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
ban gai ban gai ban gai yar mere saiya ki sarkar
lyrics of song Ban Gayi Ban Gayi Ban Gayi Yaar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
God And Gun (1995)
Jackie Shroff, Gautami, Raj Babbar, Prem Chopra, Shiva, Madan Jain, Sadashiv Amrapurkar, Rakesh Bedi, Raaj Kumar, Sanjeeva, Himani Shivpuri, Avtar Gill, Anant Mahadevan, Kamal Deep, Harish Patel, Brahmachari, Deepak Qazir, Arun Bakshi, Asha Sharma, Jairaj, Master Ajay NagrathEsmayeel ShroffKulbhushan GuptaGod And Gun at IMDB      God And Gun at WikipediaGod And Gun at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type