Video of this song from youtube
Ban Gayi Dil Ki Lagi - बन गयी दिल की लगी
Lyrics of Ban Gayi Dil Ki Lagi - बन गयी दिल की लगी
ban gayi dil ki lagi ab
dillagi ek raat ki
ban gayi dil ki lagi ab
dillagi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
ban gayi dil ki lagi ab
dillagi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki

ab kisi ka naam lekar
kaun marta hai yaha
ab kisi ka naam lekar
kaun marta hai yaha
umar bhar ka dostana
kaun karta hai yaha
ho gayi hai dosto ki
dosti ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki

apne sar pe saikado
ilzaam le lete the log
apne sar pe saikado
ilzaam le lete the log
dil agar dete the to fir
jaan de dete the log
log ab dete nahi ji
nind bhi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
ban gayi dil ki lagi ab
dillagi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
aaj kal karte hai aashiq
aashiqi ek raat ki
lyrics of song Ban Gayi Dil Ki Lagi
Comments on song "Ban Gayi Dil Ki Lagi"
Wasif Bashir on Tuesday, January 24, 2012
thanks for sharing
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films