Video of this song from youtube
Van Ki Latao Mujhko Batao - वन की लताओं मुझे बताओं
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Van Ki Latao Mujhko Batao - वन की लताओं मुझे बताओं
ram kahan, ram kahan
van ki lataon mujhe batao
mere prabhu shri ram kahan
ram kahan, ram kahan

kab tak darsh ko tarsengi ye
vikal humari do ankhiya
hum to aise peer ban gaye
tut gayi jinki pakhiya
van ki hawao tum hi batao
mere prabhu shri ram kahan
ram kahan, ram kahan

tumre darsh bina ye naina
prabhu kahan tak tarsenge
baadal sawan me barse ye
baroh maas hi barsenge
daso dishao tum hi batao
mere prabhu shri ram kahan
ram kahan, ram kahan

prashn bhi mera ram kahan
utar bhi to milta ram kahan
kyu hansi udati prati dhwni
kyu hansi udati prati dhwni
koi to bataye ram kahan
ram kahan, ram kahan, ram kahan
lyrics of song Van Ki Latao Mujhko Batao
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films