Video of this song from youtube
Lyrics of Bandanawaz Dekhiye Aisa Na Kijiye - बंदानवाज़ देखिये ऐसा ना कीजिये
bandanawaz dekhiye aisa na kijiye
bandanawaz dekhiye aisa na kijiye
hum aapke hai humse ha
hum aapke hai humse to parda na kijiye
hum aapke hai humse to parda na kijiye

uthna pade na aapko mehfil se phir kahi
ho uthna pade na aapko mehfil se phir kahi
humko nigahe shok shok
humko nigahe shok se dekha na kijiye
humko nigahe shok se dekha na kijiye

hai jiski aabtab se jannat ka husn maan
sharma gaya hai humse
wahi chudhvi ka chand
sharma gaya hai humse
wahi chudhvi ka chand chand
sharma gaya hai humse
wahi chudhvi ka chand

ho us chnad ko salam kiya
kya gajab kiya
o itna hasin kaam kiya
kya gajab kiya
o itna hasin kaam kiya
kya gajab kiya
koi kare salam salam
koi kare salam to bigda na kijiye
bigda bigda bigda na kijiye
bigda bigda bigda na kijiye
bandanawaz dekhiye aisa na kijiye

hum shokhiya hujur ki
kab tak kare maaf
kahna padega aapse ab to ye saaf saaf
kahna padega aapse ab to ye saaf saaf
saaf saaf
kahna padega aapse ab to ye saaf saaf
o dastur husn aapko shayad pata nahi
o ye mehfile adab hai koi maikada nahi
o ye mehfile adab hai koi maikada nahi

pile do char zam zam
pile do char zam to bahka na kijiye
bahka bahka bahka na kijiye
bahka bahka bahka na kijiye
humko nigahe shok se dekha na kijiye

hanskar uthe salam kiya aur chal diye
nazro se kattle aam kiya aur chal diye
nazro se kattle aam kiya aur chal diye
chal diye
nazro se kattle aam kiya aur chal diye

o julfe zara si khol ke aanchal sambhal ke
o jane lage kaha hume uljhan me dal ke
o jane lage kaha hume uljhan me dal ke

jane bhi dijiye aji jane bhi dijiye
aji gussa na kijiye
gussa gussa gussa na kijiye
gussa gussa gussa na kijiye
bandanawaz dekhiye aisa na kijiye

tum hi nahi ho aur bhi aashiq hazaar hai
wo bhi hazaar jaan se hum par nishar hai
wo bhi hazaar jaan se hum par nishar hai
nishar hai
wo bhi hazaar jaan se hum par nishar hai

o humko nahi kisi ki mohabbat ka aitbaar
o same wafa hai ek patange hai besumar
o same wafa hai ek patange hai besumar
kya kijiye jo aise
kya kijiye jo aise me tauba na kijiye
tauba tauba tauba na kijiye
tauba tauba tauba na kijiye
humko nigahe shok se dekha na kijiye
bandanawaz dekhiye aisa na kijiye
hum aapke hai humse to parda na kijiye
bandanawaz dekhiye aisa na kijiye
humko nigahe shok se dekha na kijiye
thna pade na aapko mehfil se
humko nigahe shok se dekha na kijiye
bandanawaz dekhiye aisa na kijiye
hum aapke hai humse to parda na kijiye
lyrics of song Bandanawaz Dekhiye Aisa Na Kijiye
Comments on song "Bandanawaz Dekhiye Aisa Na Kijiye"
ShafqatHJatoi on Tuesday, July 06, 2010
qawali type song very nice upload thanx for sharing
chandrashekharjain on Tuesday, July 06, 2010
good quavalee thanksfor sharing
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ek Din Ka Badshah (1964)
Jairaj, Nishi, Jugal Kishore, SunderMahendra Kapoor, Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Kishore Sharma, Surender Kohli, Miss Vijay, S. BalbirPrem Warbartani, Gulshan BawraHansraj BehlJugal KishoreEk Din Ka Badshah at IMDB      Ek Din Ka Badshah at YouTube     |    Ek Din Ka Badshah at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type