Video of this song from youtube
Bande Daud - बन्दे दौड़
Lyrics of Bande Daud - बन्दे दौड़
aaaa… aaaa…
kadam kadam mein zid hai aaj
bande tera naam hawao mein
nash nash bole sun le aaj
dangal hai, aashmaan tan-awa

khaali maidano mein
galiyon ke sannate mein
aandhi jagi hai re
ae bande daud
bande daud bande daud

hawayein teri aankhon ke dariya mein
bande ziddi, ziddi
pahchan hai teri saale,
mitti mein mitti
ye dhoop bhi hai tu, tu hai roshni, roshni
is mitti ki booh jwala hai tu
aashman se dangal aaj
dhadkan ki sunle baat

ye maidaan hai tera
jo tujhko chuna tha
bande ghar tu laut aaaa
bande daud bande daud
bande daud bande daud
bande daud bande daud

kamo raushani, kamo dhoop bhi tuhi hai
beh ja tu, beh ja tu maidaano mein
david de re bande daud de..
aashman se dangal aaj
dil bhi aaj pyasha hai
ye maidaan hai tera
jo tujhko chuna tha

bande ghar tu laut aa
bande daud bande daud
bande daud bande daud
bande daud bande daud
bande daud bande daud
bande daud bande daud

lyrics of song Bande Daud
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films