Video of this song from youtube
Barasen Bundiyaan Saavan Ki - बरसें बूँदियाँ सावन की
Lyrics of Barasen Bundiyaan Saavan Ki - बरसें बूँदियाँ सावन की
barase bundiyaan saavan ki
saavan ki man bhaavan ki

saavan me umagyo mero man
bhanak suni hari aavan ki
umad-ghumad chahu dishaa se aayo
daamini damake jhar laavan ki

nanhi-nanhi bundan mehaa barase
shital pavan suhaavan ki
miraa ke prabhu giridhar naagar
aanad magal gaavan ki

barase bundiyaan saavan ki
saavan ki man bhaavan ki
lyrics of song Barasen Bundiyaan Saavan Ki
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films