Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.18 - 11 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Bargad Ke Pedo Pe Shakhe Purani - बरगद के पेड़ो पे शाखे पुरानी
bargad ke pedo pe shakhe purani pate naye the, ha
wo din to chalte huye the, magar phir tham se gaye the
bargad ke pedo pe shakhe purani pate naye the, ha
wo din to chalte huye the, magar phir tham se gaye the

ha lao bachpan dobara, dariya ka bahata kinara
lao bachpan dobara, dariya ka bahata kinara
maki ki roti gud ki sawaiya, ama ka chuhla, pipal ki chhaiya
de du kasam se puri jawani puri jawani, ha
bargad ke pedo pe shakhe purani pate naye the, ha

panghat pe kaise ishare, kheto ki maniya kinare
panghat pe kaise ishare, kheto ki maniya kinare
tau ki uthati girati chilam ko, hairat se dekhe the sare, haye
guli ke dande ki bati aau na dhandhe ki bati
bas yu gutar ghu, ek mai ke ek tu
yu hi gujarati thi rate haye, vedo me galiyo me khoya tha humne
yado ke sine me thoda, pighal ke jam se gaye the ha
wo din to chalte huye the, magar phir tham se gaye the ha

yado me hai aisa kabhi, aaya tha bachpan kaise kahu
mera kabhi saya tha bachpan
inke kadam dil ki hansi laya tha bachpan
jane ko tha phir bhi mujhe bhaya tha bachpan
bholi zuba ke nagame, bhole se man ke sagame
lori banethe, rukane ki khawahish badi thi
lekin gujar se gaye the ha

wo din to chalte huye the, magar phir tham se gaye the
lao bachpan dobara, dariya ka bahata kinara
maki ki roti gud ki sawaiya, ama ka chuhla, pipal ki chhaiya
de du kasam se puri jawani puri jawani, ha
lyrics of song Bargad Ke Pedo Pe Shakhe Purani
Comments on song "Bargad Ke Pedo Pe Shakhe Purani"
Maya Freeman on Sunday, October 28, 2012
On the banyan trees, there were old branches, and new leaves.. Those days
were moving, but were stopped again.. bring back that childhood ahead.. the
flowing bank of river, that corn-bread, that vermicelli with jaggery,
mother's earthen stove, shadow of peepal tree, I swear I'll give my whole
youth for that..
pionyt on Tuesday, March 12, 2013
How does Piyush Mishra do it every time !! Such a touching song this is ...
prawin gajbhiye on Saturday, August 24, 2013
ekdumm kadak chay ki tarahh,,!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Jalpari (2012)
Piyush Mishra, Shubha Mudgal, Azam Ali, Rinku, Kunal WasonProtique Mojoomdar, Ashish Chauhan, Piyush MishraAshish Chauhan, Midival Punditz, Piyush MishraNila Madhab Panda, Apurva Asrani, Savita Singh, Deepak Venkateshan, Subhash SahuSushil Kumar AgarwalJalpari at IMDB      Jalpari at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type