Video of this song from youtube
Advertisement
Barisho Ka - बारिशों का तो बस बहाना था
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Lyrics of Barisho Ka - बारिशों का तो बस बहाना था
barisho ka to bas bahana tha
barisho ka to bas bahana tha
aankh ne yun bhi bheeg jana tha
barisho ka to bas bahana tha

dard se yu badha liya rista
dard se yu badha liya rista
dard se yu badha liya rista
jaise wo dost ek purana tha
jaise wo dost ek purana tha
aankh ne yun bhi bheeg jana tha
barisho ka to bas bahana tha

bojh jaisi nahi thi jab khusiya
bojh jaisi nahi thi jab khusiya
bojh jaisi nahi thi jab khusiya
wo zamana bhi kya zamana tha
wo zamana bhi kya zamana tha
aankh ne yun bhi bheeg jana tha
barisho ka to bas bahana tha

minnato se hua na kuch hansil
minnato se hua na kuch hansil
minnato se hua na kuch hansil
jisne jana tha usne jana tha
jisne jana tha usne jana tha
aankh ne yun bhi bheeg jana tha
barisho ka to bas bahana tha
lyrics of song Barisho Ka
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement