Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Bas Ik Nigah Me - बस एक निगाह में
bas ek nigah me kitne jagah to takti hai
kisi ke pyaar ko dil me bta to sakti hun
magar fared ka dil ko swikar kaun kare
magar fared ka dil ko swikar kaun kare
hai iski yaad me beikhtiyar kaun kare
hai iski yaad me beikhtiyar kaun kare
kisi ki baat ka yun itbaar kaun kare
kisi ki baat ka yun itbaar kaun kare

hasi dhokho se dil ko bacha to sakti hun
mai apni duniya ko jannat bna to sakti hun
rhega naalayak agar kise maalum
rhega naalayak agar kise maalum
andheri raat ka jhoka kise maalum
andheri raat ka jhoka kise maalum
abhi to aaj hai kal ki khabar kise maalum

mai kal ki baat ko aaj aajma to sakti hai
mai apni duniya ko jannat bana to sakti hun
badalti duniya me apna makaam to kar dun
badalti duniya me apna makaam to kar dun
kisi ke baap ke daslo me naam kyu kar dun
kisi ke baap ke daslo me naam kyu kar dun
mai apne shauk ko rut-wa-a-aam kyu kar dun
mai apne shauk ko rut-wa-a-aam kyu kar dun
bagair iske bhi chain pa to sakti hun
bas itni chah hame ki jata to sakti hun
lyrics of song Bas Ik Nigah Me
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Jhumke (1946)
Gajanan Jagirdar, Lalita Pawar, SatishZeenat Begum, S D Batish, DhaniramLatif, SharmaPandit AmarnathJhumke at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type