Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Bas Mein Kar Ke Bebas Kar Gaye - बस में कर के बेबस कर गए
bas me kar ke bebas kar gaye
bas me kar ke bebas kar gaye
o baalam harjaai re
o baalam harjaai re
harjaai ke nind na aayi re
baalam harjaai re

dil bhi apna aankh bhi apni
ho dil bhi apna aankh bhi apni
isme peer parai re
isme peer parai re
harjaai ke nind na aayi re
baalam harjaai re

beete na barsaat re baalam
beete na barsaat re baalam
ab nahi bas ki baat re baalam
haay re baalam
dungi raam duhaai re
dungi raam duhaai re
harjaai ke nind na aayi re
baalam harjaai re
bas me kar ke bebas kar gaye
o baalam harjaai re
o baalam harjaai re
harjaai ke nind na aayi re
baalam harjaai re

aankh ne dil ki baat na maani
ho kar ke apni hi manmani
dukh se kar li sagaai re
dukh se kar li sagaai re
harjaai ke nind na aai re
baalam harjaai re

birha me bhi dil ghabraave
birha me bhi dil ghabraave
ankhiya se aansu barsa ke
haay barsa ke
aag se aag bujhaai re
aag se aag bujhaai re
harjaai ke nind na aai re
baalam harjaai re

bas me kar ke bebas kar gaye
bas me kar ke bebas kar gaye
o baalam harjaai re
o baalam harjaai re
harjaai ke nind na aayi re
baalam harjaai re
lyrics of song Bas Mein Kar Ke Bebas Kar Gaye
Comments on song "Bas Mein Kar Ke Bebas Kar Gaye"
Vidur Sury on Saturday, August 21, 2010
Great song, super music by Master Ghulam Haider, in the sweet, strong and
weighty voice of the great Zohrabai Ambalewali Ji. Could you please upload
Bhanwre Shor Na Karna from Dil(1946) by Noor Jehan Ji and Moti Ji?
Riaz Ali on Tuesday, July 19, 2011
Thanks so much for the upload of this gem of Zohrabai. I can feel great
dignity in the songs of Amirbai and Zohrabai. Both are my favourite. May
their souls rest in peace.
Sachin Deshpande on Sunday, June 15, 2008
Thank you for sharing the songs of Master Ghulam Haider - Inaam.. They
are Heaven to ears... By any chance do you have the song 'Bedard Tere Dard
Ko Sene Se Laga Ke...' from 'Padmini (1948)' - can you please share it...
Thank you once again :-)
shiv seth on Friday, June 26, 2009
Kya baat hai, bahut khoob Zohara bai Ambalewali aur hum sub aap ke shukra
guzar hai jo aapney yeh hira dhhoondh nikala hai.
nawaz cheema on Wednesday, February 06, 2008
very nice song sing by zohara anbalaywali and music by master ghulam
haider. weldone Inaam bhai good job
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Padmini (1948)
Ashok Kumar, Mumtaz Ali, Maya Devi, A Shah, Samson, NeelamAshok Kumar, Geeta DuttGhulam HaiderDawood ChandPadmini at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type